App Download

Roze ke Ahkamat aur Perhaiz ki maloomat
For the Holy month of Ramzan Mubarak, we bring our fans the basic app which benefits and provides essential information about ramzan fasting and its obligatories. It guides you to avoid cicumstances that hurts fasting or spoils fasting blessings for this holy month. Roza torne ki chizen application hamare fans ke liye hai jo bunyadi maloomat faraham kerti hai ramzan ke roza se mutaliq. Is app mai shamil ramzan roze ki zaroori maloomat aur roza totne ya makru hone se bachane ki maloomat farahan ki gayi hen.
Hazrat Younus A.S ki kahani urdu audio mai
Hazrat Younus A.S ki kahani ko app mai urdu audio mai shamil kiya gaya hai. Muslim bhaion aur behnon aur bachon k liye maloomat se bhari app jisme Hazrat Younus A.S ke barey mai bataya gaya hai k kaise woh Allah ke hukum se machli ke pait mai bhi zinda rahe. Yeh maujiza jo Islam ki hikmat se bhara hai woh khud bhi janen aur dusron tak bhi ponchaen.
Urdu gharelu mufeed totkey tamam khwateen aur hazrat ke liye
Urdu Totkey laya hai apke liye nihayat hi mufeed gharelu totkay jo apke roz marrah ke kamon mai apke liye mufeed sabit ho sakte hen. Is app mai shamil hen be-had kar-amad totkey jo ke bahut asan hen aur hamare roz ke istemal ki chizon se hi hamare bahut se kam mai madad faraham ker sakte hen aur kuch buniyadi masail ka hal bhi faraham kersakte hen.
Tib e Nabvi se ilaj in Urdu for our islamic app fans
Tib-e-Nabvi has a great importance in terms of health in Islam. These are collection of rohani ilaj that we usually seek for, as in gharelu desi ilaj for home remedies. We made an effort to bring you these desi nuskhe / meditation in urdu so you can understand easy and better.This app is useful for specially those who are tired of allopathic meditation and has great trust towards rohani ilaj.This is very trendy among muslims that we usually seek for meditation in ahadees, sunnah or Quran. So this urdu tib-e-nabvi book in urdu will surely be loved by our fans as we believe. Kindly let us know your feedback via reviews.
Precious sayings and thoughts by great leaders (in urdu known as Aqwale Zareen)
This app is our another contribution to the greatest e-books in our store. These Aqwal-e-Zareen contains various sayings and great thoughts by leading legends of their time and yet being admired by millions of people.Like every human, we experience various things in our life, either by-mistake, accidents or our well-thought plans. We always need guidance to make our way to our desired goals without being deceived or betrayed by other people that we depend or with our own mistakes. This book is enriched with huge-some of experience of well-known leaders who were always true and enthusiasts towards their goal which we know as Aqwals by those wise personalities. These people who served their co-workers, their ancestors and nations with their wise decisions and rules.You may also take advantage of those legendary words in this Aqwale Zaren collection which may guide best to have you a good and factful life always.
Ramzan prayers and obligatory prayers guidance app
Following our fan's interest, we bring them the most required and searched content for the guidance on the Holy month of Ramzan. We have gathered basics to advance knowledge segregated in different topics as per essential prayers to be performed and practice for the sake of the happiness of Allah and according to our beloved prophet Muhammad (p.b.u.h). You will find app useful if you are one of the audience looking for :Pre Ramzan prayersEssential Ramadan prayers like sehri and aftariTaraweeh and its practiceLailat-ul-qadar and its prayersEid prayer and how to performAitekaf and its obligationsExtra blessings in each ashra of RamadanWe hope and try best to keep our fans well supplied with the treasures of Islamic knowledge and look forward to improve more for which we will be seeking for their feed-backs and suggestions.
Namaz-e-Janaza Instruction in clear font (Urdu Language)
Namaz-e-Janaza app contains easy to read instructions and procedures for all Muslims. Its a precious guide for all muslims and book has been extracted from the authenticated scholar to guide Namaze Janaza instructions in a proper and right way.
Zakat ke Ahkam, ek zaroori app Ramzan ke Mahine mai sab musalmanon ke liye
Zakat ke Ahkam application hamare sarfeen ko zakat ki ehmiat aur afadiat se agah kerne k liye banai gayi hai. Is app mai shamil hen tamam maloomat jo zakat se mutalik hen. Kisko zakat dena hai? kitna zakat ada kerna hai? kya mujhper zakat wajib hota hai? Kaise zakat ada kerna hai? ese tamam sawal jo hamare behen bhai k zehen mai hon, woh is application se apne tamam sawalat k jawab hasil kerke ramzan ke babarkat mahine mai apni zakat ada kerke Allah ki qurbat aur khushnoodi hasil ker sakte hen.Zakat ada kerne se maal mai barkat hoti hai, masoom aur zakat ke hakdar zarooratmand logon ki takleef door hone se apki takleef mai kami ati hai aur esaal-e-sawab mai kayi gunnah izafa hota hai. Ramzan ke babarkat mahine mai jahan her naiki ka ajar hazar gunah se bhi berh ker hota hai, waheen zakat ki barkaat aur Allah tabarak-o-taala ki khushnoodi bhi hazar gunah ziyada naseeb hoti hai. To bhaion aur behno, aap bhi is application ko download kerke zakat ki ehmiat aur uski afadiat se faida hasil..
Shabe-e-Qadar aur aakhiri ashre ke amaal with tasbeeh counter
Shab-e-Qadar ramzan ki taaq raton mai se ek rat hai jisme ibadat ka ajar dugna aur ramzan ke babarkat mahine ki wajase iski fazeelat dobala hai. Is application mai shamil shab-e-qadar se mutalik tamam zaroori maloomat aur is rat mai ziyada se ziyada sawab kamane k liye ibadat aur tasbeehat bhi shamil hen.Application mai itabas sahaba ki rehnumai ki roshni mai bhi bayan hai, sath hi mai tasbeehat nikalne k liye ek feature aur bhi shamil kiya gaya hai ta k ap ko shabe-e-qadar mai tasbeehat ka wrid kerne mai asani rahe.Aap bhi is babarkat mahine ki fazeelat se bharboor sawab hasil karen aur apne pyaron ke sath bhi share karen.
Rabi-ul-Awal special gift for all Muslims around the world
IslamicColorsApps proudly present a precious gift to the Muslims around the world for the month of Rabiul Awal (Rabi-ul-awal). This has two parts for the guidance of our audience. One is Video, which explains a proper way to spend holy month of Rabiul Awal (i.e: Birth month of our beloved Prophet Hazrat Muhammad S.A.W) and make most blessings out of it alongwith the Naat Pak. Other part contains few pages as in summary provided for the guidance in short key points which makes it easier to have extract of the context for this precious month.Share with your friends and beloved ones to spread more blessings among our circle.
Qurbani ka Tariqa aur Faraiz - Sunnat ke Mutabiq - Eidul Azha ke Faraiz
Eid-ul-Azha jisey hum Eid-ul-Adha bhi kehte hen, ek bahut hi khaas tehwar hai hum tamam musalmanon ke liye jisme hum Allah ke huzur mai qurbani pesh kerke apni mohabbat aur aqeedatmandi ka izhar kerte hen Allah ki khushnoodi aur razamandi ke liye.Qurbani se mutaliq hamare zehen mai kayi sawalat ikhatta hote hen jinke jawabat ke liye hum pareshan hote hen yan akser galty ker bethte hen maslan :- Kya hum per Qurbani Wajib hai ?- Kin chizon ko dehan mai rakhna hai ?- Qurbani se pehle kya niyat zehen mai honi chaiye ?- Qurbani ka janwar kaisa hona chaiye? - Janwar ko kis terhan rakhna chaiye ?- Janwar ke lawazimat kaise poore kerne hen ?- Qurbani / Janwar zibah kaise kerne hai ?Aise tamam sawalon ke jawab humne ap sarfeen ke liye is application ke zariye ponchane ki poori koshish ki hai ta ke ap is saal Qurbani ki Eid ke faraiz ain sunnat ke mutabik ache tariqe se ada kersaken aur dua hai hamari ke Allah pak apki aur hamari Qurbani apne huzoor mai qubool farmaye aur hamai ajar-e-azeem..
Hafte ke her roz ke liye babarkat ziker
Haft roza Ziker hafte ke har roz Allah aur uske pak namon se barkaat hasil kerne ki tasbeehat ka majmua hai. Isme shamil hen mukhtalif wird jo mukhtalif ulma aur mazhabi kitabon se jama kerke apne saarfeen ki khidmat mai pesh kiye hen. Hafte ke saaton din ke liye babarkat wird ke sath sath isme shamil hai Tasbeeh Counter ta ke aap asani ke sath wird / tasbeeh jari rakh saken aur Allah ke babarkat namon ki fazeelat se apna her din behter, ba-fazeelat aur ba-barkat bana saken. Apne pyaron se share kijiye aur khud bhi is app se bharpoor faida uthaen.
Hazrat Ali ke Aqwal ka Zakhira | Hazrat Ali Sayings Collection
Who would deny the authenticity of the preaching and sayings of Hazrat Ali when it comes to Islamic History. In every stage of life that includes education, law and justice, smart decisions or even bravery, we can never deny the contributions made by our Caliph to resolve disputes in the challenging era ahead. Hazrat Ali's life and sermons are the great assets for the Muslim Ummah to make life easier with wise decisions without being distracted or having hassles to face.Like every Caliphs and successors after Prophet Muhammad (P.B.U.H), we have precious knowledge-base to the Islamic way of life which is enlightened in various examples lead by Hazrat Ali.
Eid ki Namaz ada kerne ka tariqa
Is app mai Eid ki Namaz ada kerne ka tarika shamil hai. Saf alfaz mai urdu font mai hamare naazreen ke liye tamam hidayat di gayi hen. Ramzan ke bad eid ki namaz ada kerne ke faraiz bakhoobi poora kerne mai aur sawab hasil kerne ki koshish mai apke liye pesh ki hai yeh kitab a ke ap is se poora faida utha saken.
Collection of impactful and wise words by legends
As we progress with time, we get more practical in this fast world and forget the morals and emotional attachments with our loved ones and friends. We lack the words to express our affection towards our valued relations. To fulfill the need and enhance individuals with the huge-some of those little words and statements with really express our true heart-feelings with them so we can value our deserving ones. Human are not machines, they need sweet and lovely speeches among their like minds and heartiest relations. Move ahead with the fully expressed words by the legends of mankind history and present times. Know their life experiences to understand the worth every little moments of life and to spend them wisely. Let your gatherings know those precious knowledge and express your valued emotions by picking and knowing wise and sweetest valued words.